Wednesday, November 20, 2013

मत पूछ

मत पूछ के किस तरह से चल रही है जिन्दगी....
उस दौर से गुज़र रहे हैं.. जो गुज़रता ही नहीं...

Saturday, November 16, 2013

Iltija

Dil Ke Labon Pay Ek Dua Rehtiu Hai
Har Ghari Mujhe Ap Ki Parwah Rehti Hai
Khuda Har Sukh Zindagi Ka Kare Aata Apko
Har Dua Main Meri Ye Iltija Rehti Hai…

Tuesday, November 5, 2013

चुरा लूँ

काश ऐसा हो की तुमको तुमही से चुरा लूँ,
वक्त को रोक कर वक्त से एक दिल चुरा लूँ,
तुम पास हो तो रात से एक रात चुरा लूँ,
तुम साथ हो तो उस जहाँ से क जहाँ चुरा लूँ ...

Saturday, November 2, 2013

Tum bhi

Dil tootega to fariyaad karogi tum bhi,
Hum na rahe to humein yaad karogi tum bhi..
Tum bhi aaj kehti ho humare paas waqt nahi,
Par ek din mere liye waqt barbaad karogi tum bhi...

मुस्कुराने की आदत

मुस्कुराने की आदत,
कितनी महँगी पड़ी हमको,
छोड़ गया वो ये सोच कर,
कि हम जुदाई में भी ख़ुशी हैं।

Friday, November 1, 2013

Karoge yaad

Karoge yaad to har baat yaad aayegi,
Suhaane safar ki har mauj thehar jaayegi,
Talaash karoge jo humse behtar dost koi,
To nigaahein door tak jaa kar laut aayegi...

Kya Kasoor

Nazarein unhe dekhna chahe to aankhon ka kya kasoor,
Har waqt khushbu unki aaye to saanson ka kya kasoor..
Waise to sapne kisi se pooch  kar nahi aate,
Par sapne unke aaye to sapno ka kya kasoor..

Muqaddar

Dil tha ameer, muqaddar gareeb tha,
Mil kar bichadna humara naseeb tha..
Chaah kar bhi kuch kar na sake hum,
Ghar bhi jalta raha, samundar bhi kareeb tha..

haqeekat ka andaza

Har mulaqaat par waqt ka takaza hua,
Har yaad par dil ka dard taaza hua,
Suni thi sirf gazlon mein judaai ki baatein,
Ab khud par beeti to haqeekat ka andaza hua..

Ruthi Si Zindagi

Ruthi Si Zindagi ko Manana To Aata Hai,
Logon ko Hasana To Aata Hai,
Kya Hua Jo Na Bas Sake Kisi Ke Dil Mein,
Logon Ko Apne Dil Mein Basana To Aata Hai.