Wednesday, June 5, 2013
Tuesday, June 4, 2013
kyun nahin
Ek din jana to tha magar,
Aise mera dil thodkar to nahin.
Thumhare bina main jee loongi magar,
In yaadon se tum jaate kyun nahin... :(
Saturday, June 1, 2013
hum
Hum wo nahi jo matlab se yaad karte hai,
Hum wo hai jo dil se pyar karte hai,
Tumhara paigam aye na aye,
Par hum har ghadi intezar karte hai…
Wafa Ki Baat
Aansoo Joh Beh Rahe Hein Inhein Behne Do
Yeh Keh Rahe Hein Dil Ki Baat, Kehne Do
Bohat Bewafa Ho Tum, Yeh Humko Hai Maloom
Tum Apni Wafa Ki Baat, Apne Tak Hi Rehne Do…
Kisi Se Pyar Karo
Zindagi Ek Baar Milti Hai o Na Yun Barbaad Karo,
Khushi Ho Ya Gam Ka Aalam Us Khuda Par Aitbaar Karo,
Mohabbat Hi To Hame Jeena Sikhati Hai Is Zamane Mei
Isiliye Doston Kisi Na Kisi Se Tum Bhi Pyaar Karo…
Thursday, May 30, 2013
Zindagi hasin hai
Zindagi hasin hai zindagi se pyaar karo,
Hai rat to subah ka intzar karo,
Wo pal b ayega jiska intzar hai aap ko,
Rab pr bhrosa or waqt pe aitbar rakho…!
हँसकर जीना जानते हैं हम
दोस्तों की कमी को पहचानते हैं हम
दुनिया के गमो को भी जानते हैं हम
आप जैसे दोस्तों का सहारा है
तभी तो आज भी हँसकर जीना जानते हैं हम ...
Pighalte Rahenge
Aarzoo Ke Diye Dil Mein Jalte Rahnege!
Meri Aankhon Se Ansoo Nikalte Rahenge!
Dil Mein Roshni Toh Karo Tum Shama Ban Ke,
Mom Banker Hum Yunhi Pighalte Rahenge...
Pyar aata hai..
कुछ सोचूँ तो तेरा ख्याल आ जाता है,
कुछ बोलूँ तो तेरा नाम आ जाता है,
कब तक छुपालुँ दिल की बात..
उसकी हर अदा पर मुझे प्यार आ जाता है।
Yaadon Mein Hamari
Yaado Me Humari Aap Bhi Khoye Honge,
Khuli Aankho Se Kabhi Aap Bhi Soye Honge,
Mana Hasna Hai Ada Gam Chhupane Ki
Par Haste Haste Kabhi Aap Bhi Roye Honge…
Subscribe to:
Posts (Atom)